Petrol Pump Will Stop Working After 99 RS
Hello Namaskaar Dosto aaj hum baat karne wale hai Petrol k bare main. Ji haan Petrol k bare main!!!!
aap jante hone ki hamare India me pertol bahot jada bardhte ja rahe hai jaise-jaise din bit rahe hai waise-waise price v bharte ja rahi hai kaire main aaj iske bare me baat nahi karu ga mera jo aaj ka topic hai wo petrol se related hai. pahli baat ye ki ye petrol ki price itni high kyu hote jaa rahi hai????
Jise hum petrol lete hai matlab petrol pump se ek crude oil lete hai wo price high ho raha hai aur hamari jo sarkar hai wo taxes kam nahi kar rahi hai jiske waje se petrol ki price bard rahi hai waise main batau ki ye mera aj ka topic nahi hai .
Actually 99 Rs se upar price petrol ka ja hi nahi sakta hai kyu ki agar jaye ga v to nukshan hoga. Darasaal jo India me petrol pump ki machine hai kahi sare petrol pump hai waha pe 2 digit tak hi reprecent kiya jaa sakta hai yani ki sirf 2 digit hi tak rakha ja skta hai 99 Rs tak hi 3 digit ke liye waha pe koie function hai hi nahi. Matlab aagr petrol 100 Rs ho jata hai to waha pe 100 Rs main un machine se petrol beja hi nahi ja sakta hai. Lekin ye to problem hai aur aap to jaante hi hoge petrol v bahut tarike k ate hai ji !! apne bikul tikh pardha petrol kahi taraha k ate hai.Mujhe v iske bare me pata nahi tha pahle.
jaise POWER,SPEED,XTRA Premium ye jo company's hoti hai wo apne alag-alag naam se apne petrol ko bejti hai. Ye jo petrol hoti hai wo normal petrol se 20 21 Rs mahage hote hai. Aur ye jo petrol hote hai wo luxury car k liye hoti hai taki engine acha rahe.Taki apke engine ki perfumes achi rahe.To wo better petrol hota hai normal petrol ki tarha nahi hote hai ab baat to yahi thi
Aur ab jaisa ki aap jante hai ki petrol to 80 Rs se upar ho hi chuka hai.Agar usme 20 Rs aur add kar diye jaye better wale matlab power,speed,xtra preminum wale to iska price ho jaye ga 100 Rs.Aur aisa hi kiya gaya hai ek petrol pump hamare bharat me aur dekhne ko ye mila ki 100.13 Rs iska price ban raha tha.Aur jaise hi petrol wale ne petrol dala to uska price sirf .13 paisa per liter dekha raha tha jo ki problem hai kyu ki aisa fuction ha hi nahi us petrol pump me. Isliye maine kaha 99 Rs uper petrol ja hi nahi sakta hai.ab ja v sakta hai. Ab kaise ja skta hai???? is problem ka solution bhi hai un petrol pump wale ki kisi engniar ko dikhna hota taki wo better solution bata sake par us waqt k liye use petrol pump ko band karna hota.
Aise problem 2000 main computer k sath aai thi. jise year 2000 problems v kaha gaya tha aap sahyad iske bare me nahi jante hoge par v main bata deta hu. pahle ki jo computer the wo 2 digit me likhi hui thi.baad me use tikh gaya tha aise hi problem petrol pump main v ho sakta hai lekin use tikh kiya ja sakta hai. maine personally petrol pump ja ke pucha hai lekin problem to aai gi hi
To maine apko bata diya hai ki kya chakar chal raha hai aur kya technical problem petrol k sath aa sakt hai aur sarkat sayad 99 Rs upar na le jaye
Thank you....i hope apko ye technical problem k bare me k jan k ache lagi ho...

Petrol ka price bht h aj hi hm dekho 81per liter
ReplyDeleteYap
DeleteNice info
ReplyDeleteThank u
Delete