Namaaskar Dosto Technology Duniya mein hum bahut teji se aage bharte jaa rahe hai.Aur soch pana kafi muskil hai age chal k hum kya-kya kaun kaun se chiz hum future mein use kare ge aur aise hi aaj mein baat karne wala hu aise 5 crazy Google Patents aur kya pata aage chal k ye patents reality mein ho jaye 1.Teddy Bear Ye jo teddy bear hai ye koie normal soft toy nahi hai.Ye kafi highTeck teddy bear hai jaha pe camera mick hai aur speaker hai aur iske main purpose hone wala hai.Agar chhote bache wo is teddy bear se baat to kar hi sakte hai unke liye kafi easy hai teddy bear k sath use to ho k khelna.Aise mein parents jo unpe najar rakh sakte hai unse baat kar sakte hai. 2.Solar Powered Contact Lens Aur google ne is patent ko kavi saal phale hi file kiya hua hai.Aur kiska idea kuch aisa hai ki agar aap contact Lens pahle liye to uske baad to wo naap lega apke body ke temperature ko aur apke blood sugar level ko aur may be k...
Realme C1 Unwrapping Namaskaar Dosto aaj mein fir se ek bar aur Realme C1 ke bare mein information dena chahta hu RealMe C1 Smartphone ke baare mein baat ki hai aur share ki hai iski Overview k bare mein. RealMe C1 mein 6.2" HD+ Screen hai Notch ke saath mein aur isme hai Snapdragon 450 Octa Core processor saath mein hai 2GBRAM aur 16GB ki Internal Storage. RealMe C1 mein Dual Rear camera setup 13MP + 2MP aur saath mein 5MP front facing camera. RealMe C1 mein 4230mAh ki battery hai. Iske alawa isme Face Unlock ka option bhi hai.Aur mein batna chahta hu ki ye avi launch nahi hua hai Price-7000 INK Sim tray saath me dedicated memories card tray Dual Rear camera setup 13MP + 2MP aur saath mein 5MP front facing camera Mujhe Dosto umeed hai ki apko ye Realme C1 First look k bare mein jaan acha laga hoga.... Thank you dosto..